Saturday, February 13, 2010

honth mere sil gaye
ankhen meri nam go gai
sama jaise wahi tham gaya
jab usne apna raaz
mere samne rakh diya

dil bar bar kah raha tha
kah do ye sab jhuth hai
kah do apne ye majak kaha
magar wo khofnak sach tha
jo mere kano ne sun liya

mujse na rone ka wada mange
derd main ankhon husta dekhe
ufffffffffffffffffffffffffffffffffffffff
ff
wo mujse jeene ki arazu mange
jo derd judai ka mere dil ne diya

jab hoag wo duniya se rukhsat
veerani hi veerani chha jayegi
wada jo kiya khush rahna ka apse
gam e zindgi tamam umer rehegi
jo wada maine apse hai kiya

kabhi socha hai apne.......................?


kaise keroungi duniya ka samna ?
kaise hai dil ko khushi se sambhlna?
kaise aansson ke sabse hai chhupana?
kaise derd dil ka sabko nai hai batana?
kasam de di humesha khush rahne ki

jisne anamika ko bhut hi bebas bana diya ..............:(

No comments:

Post a Comment